Kahaani Preet Ki"Itwaar,Se,Itwaar,Tak"merijaan"sunday,ke,sunday"

 

1.6K views 7 years ago
Film- Daulat - 1949. Singer - Zohrabai Ambalawali & Lalita Deolkar. MD - Pt.Hanuman Parsad. Lyrics - Qamar Jalalabadi.

Lyrics of Hai Kahani Preet Ki Itwar Se Itwar Tak - है कहानी प्रीत की इतवार से इतवार तक

hai kahani preet ki itwar se itwar tak
hai kahani preet ki itwar se itwar tak
bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak
bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak
aaye the chhup chhup ke mere ghar mein itwar ko
sabko hansaye wo chhede dil ke tar ko
mata jee ke dar se wo aaye na mangalwar ko
kahan pina chhod kar roti rahi budhwar tak
kahan pina chhod kar roti rahi budhwar tak
bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak
bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak

weer ko aaye mere kamre ki khidki kholkar
chori chori chal diye wo mitthi boli bol kar
rah gayi aankhe tadap kar rah gaya dil dol kar
tu khadi hi rah gayi khidki mein shukarwar tak
tu khadi hi rah gayi khidki mein shukarwar tak
bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak
bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak

chori chori aaye the shaniwar bhi
aankh bapu se churake aaye the itwar bhi
tere sajan ne kiya hai tujhe kuch ikrar
kya batau bat pahunchi hi nahi ikrar tak
kya batau bat pahunchi hi nahi ikrar tak
hai kahani preet ki itwar se itwar tak
hai kahani preet ki itwar se itwar tak
hai kahani preet ki itwar se itwar tak
hai kahani preet ki itwar se itwar tak
bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak
bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak

................................................................


256K views 8 years ago
Movie-----Shehnai Year----1947 Singer----Chitalkar Ramchandra, Meena Kapoor,Shamshad Begum Lyrics----Pyare Lal satoshi Ji.
238K views 11 years ago
A very playful and fun song sung with her usual zest by Mridula, contrast to the soulful rendition of Mar Katari from the same movie ...

Lyrics of Aana Meri Jaan, Meri Jaan, Sunday Ke Sunday - आना मेरी जान ,मेरी जान ,सन्डे के सन्डे

aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday
aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday
meri jaan meri jaan sunday ke sunday
aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday
i love you bhag yaha se tu
i love you bhag yaha se tu
tujhe peris ghumau tujhe london ghumau
tujhe brandy pilau tujhe whisky pilau
or khilau murgi ke murgi ke ande
aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday

main dharam karam ki nari tu nich hai main awtari
main dharam karam ki nari tu nich hai main awtari
mama hai ganga pujari mama hai ganga pujari
baba kashi ke kashi ke pandit pandit
aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday

aao hatho me hath le walk kare ham
aao sweet sweet aapas me talk kare ham are hat
saiya mera pahalwan hai mare dand hazar mare dand hazar
saiya mera pahalwan hai mare dand hazar mare dand hazar
bhag jayega re tum bandar wo dega jo lalkar
bhag jayega re tum bandar wo dega jo lalkar
mare gin gin ke gin gin ke dande
aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday

o my sahab come come come
o my sahab come come come
tum romiyo juliyat ham
tum romiyo juliyat ham
o dear come here dont fear
ye ganv ki negitive ladki hai
ye dil ki beating kya jaane
ye love ki meeting kya jaane
right right right all right
aao dear ham chale yaha waha
yaha kare muhabbat ke muhabbat ke dhandhe dhandhe
aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday













Comments

Popular posts from this blog

Jaane Kahan Mera Jigar Gaya Ji - Johnny Walker and Yasmin (Vinita Butt)

Vijaya Choudhury old hindi actress {Real name is Qurasha Begum.}

Vinod Khanna's First Wife, Akshaye&Rahul Khanna's Mother Geetanjali, Dies At 70