Main dhoondti kahan ho sanam





2.1K views 8 years ago
RAFI SAAB & ASHA BHOSLE MOVIE(SHRIMATI 420) MUSIC BY O.P.NAYYER.
mai dhundti hu kaha ho sanam
nazar najar behek rahi hai aaj
jhum ke ga rahi hai zindagi
ek bas teri kami hai sanam
pukarta hai dil tujhe sanam sanam
nazar nazar chehek rahi hai aaj
ched de mastiyon ki ragini
mai hu jab tere liye to kya hai gum

ye fiza ye raat ki jawaniyan
tere mere pyar ki kahaniyan
meharba tumhari meharbaniyan
jite hai tere liye khuda kasam
mai dhundti hu kaha ho sanam
nazar nazar behak rahi hai aaj
jhum ke ga rahi hai zindagi
ek bas teri kami hai sanam
pukarta hai dil tujhe sanam sanam
nazar nazar chehak rahi hai aaj
ched de mastiyo ki ragini
mai hu jab tere liye to kyu hai gam

husn ka nikhar hai tere liye
zulf ki bahar hai tere liye
aur ye khaksaar hai tere liye
shiqwe sab mita diye khuda kasam
mai dhundti hu kahan ho sanam
najar najar behek rahi hai ha
jhum ke ga rahi hai zindagi
ek bas teri kami hai sanam

 


13K views 9 years ago
Mohd Rafi, Geeta Dutt: Yahan hum wahan tum Film - Shrimati 420 (1956) MD: O P Nayyar, Lyrics: Jan Nissar Akhtar.
yaha hum waha tum mera dil hua hai gum
bolo kaha aji yaha bolo kaha aji yaha
yahi hum yahi tum kahi ho na jaye gum
bolo kaha are yaha bolo kaha are yaha

mera dil tha hasi mera dil tha jawa
liya kisne chura gaya haye kaha
kaha dil hai tera kaha tera jigar
yaha khud hi nahi hame apni khabar
mat haye karo mere nak me dam
yaha hum waha tum mera dil hua hai gum
bolo kaha aji yaha bolo kaha aji yaha

yaha dekh liya waha dekh liya
nahi haye kahi mere dil ka pata
chalo thik hua tali sar se bala
aji jan bachi karo sukar ada
aisa na kaho tumhe meri kasam
yaha hum waha tum mera dil hua hai gum
bolo kaha aji yaha bolo kaha aji yaha
yahi hum yahi tum kahi ho na jaye gum
bolo kaha are yaha bolo kaha are yaha













Comments

Popular posts from this blog

Jaane Kahan Mera Jigar Gaya Ji - Johnny Walker and Yasmin (Vinita Butt)

CUCKOO MORAY -DANCES

Vijaya Choudhury old hindi actress {Real name is Qurasha Begum.}